एक दिन में तुम्हारी और मेरी दास्ताँ पे एक किताब लिखूंगा और आखिर के कुछ पन्ने खाली छोड़ दूंगा
Ham mehmaan nahi
Rounak a mahfil hei
Muddaton.yaad rakhoge
Ke dil me aaya tha koyi
"Kitne DUR Nikal Gaye
RISHTE Nibhate Nibhate...
KHUD Ko KHO Diya Humne
APNO Ko Pate Pate...
LOG Kehte Hain Hum MUSKRATE Bahut Hain...
Aur Hum THAK Gaye
DARD chhupate chhupate.
RISHTE Nibhate Nibhate...
KHUD Ko KHO Diya Humne
APNO Ko Pate Pate...
LOG Kehte Hain Hum MUSKRATE Bahut Hain...
Aur Hum THAK Gaye
DARD chhupate chhupate.
KaasH Badal Jaaye Ye Waqt
0R
Tujhe Meri Zaroorat Ho Pehly ki trah,
Aur Main Nazar Andaaz Karun Tujhey Teri hi TaraH.
0R
Tujhe Meri Zaroorat Ho Pehly ki trah,
Aur Main Nazar Andaaz Karun Tujhey Teri hi TaraH.
Ek din tumhary or meri dastaan pe ek kitab lukhunga
Aur akhri k kuch panne khali chhod dunga
Aur akhri k kuch panne khali chhod dunga
Bikharta hi jaa raha hu aaghosh-E tanhayi
main ..!!♥
...
Kaash koi mera hota jo mujko khud
main smait leta..!
main ..!!♥
...
Kaash koi mera hota jo mujko khud
main smait leta..!
Break up k baad esa q lagta hai
.
.
.
Jese
.
.
.
Har sad song apne liye hi likha gya ho
.
.
.
Jese
.
.
.
Har sad song apne liye hi likha gya ho
Kafi Arsa Beet Gyaa Jane Ab Woh kesi
Hogi...
Waqt Ki Sari Kadwi Bate Chup Chap
Sehti
Hogi....
Ab Bhi Bheegi Barish Me Woh Ban k Chatri
Chalti Hogi...
Mujhse Bichray Arsa Beeta Ab Wo Kis Se
Ladti
Hogi...
Acha Tha Jo Sath Hi Rehte Baad Me us Ne
Socha
Hoga...
Apne Dil Ki Sari Baate Khud Se Khud
Hi
Karti Hogi.

Mera gham bhi sigret ki tarah hai ....!!!
.
Sabse chupa kar pina padta hai ....!!
.
Sabse chupa kar pina padta hai ....!!
Tujhe Agar Malum Ho Jaye Meri Mohabbat Ki Inteha. .. . .
. .
. .
. .
Tum Apna Ghar Bhi Chod Doge Mere Dil Me Basne Ke Liye.
. .
. .
. .
Tum Apna Ghar Bhi Chod Doge Mere Dil Me Basne Ke Liye.
Aisa nhi ki mai tere bina jee nhi sakta.....
.
.
.
.
.
.
.
Par tere bina mai jeena nhi chahta.!!
.
.
.
.
.
.
.
Par tere bina mai jeena nhi chahta.!!
Qyamat ka to suna tha k koi kisy ka na hoga,,,,,,,,,,mgar ab to duniya me b ye riwaz aam ho gya h,
Bicharna Hai To Rooh Se Nikal Jao,,
Rahi Baat Dil Ki To Ussey Hum Dekh Lenge.
Rahi Baat Dil Ki To Ussey Hum Dekh Lenge.
... Chupke se bheja tha Gulab mujhko meri Jan ne. ..but Uski khusboo se sare sher me humgama ho gya.
Dil hi dil m tumhe pyr krte h.
chup chap mohbbt ka ijhar krte h.
ye jankr bhi ki.tu meri kismt m nhi.
fir bhi tumhe pane ki kosis bar bar krte h..
chup chap mohbbt ka ijhar krte h.
ye jankr bhi ki.tu meri kismt m nhi.
fir bhi tumhe pane ki kosis bar bar krte h..
Wo Aksar Mujhse puchti
he. . . .
Kyaa zindagi??
Kyaa mout??
Me khamosh rehta hu
or
Dil hi Dil me kehta hu
Tujhe paa Liya to
zindagi
Tujhe kho diya to
mout.
he. . . .
Kyaa zindagi??
Kyaa mout??
Me khamosh rehta hu
or
Dil hi Dil me kehta hu
Tujhe paa Liya to
zindagi
Tujhe kho diya to
mout.
chalo kainaat baant lete h.....
.
.
tum mery....
.
.
.
.
baqi sab tumhara .
.
.
tum mery....
.
.
.
.
baqi sab tumhara .
main bad dua to nahin de raha tum ko
magar dost khuda kare ke tumhen mujh sa koi na mile
magar dost khuda kare ke tumhen mujh sa koi na mile
Ho Sakti Hai Mohabbat Zindgi Me Dobara Bhi...
Bas Housla Ho Ek Dafaa Fir Barbaad Hone Kaa
Bas Housla Ho Ek Dafaa Fir Barbaad Hone Kaa
chalte hai ghar ko k rat bhut ho gayi hai
kal phir milenge is tanhai k mekhane me
kal phir milenge is tanhai k mekhane me
Kyu Teri Yaade Mere Jeene Ki Wajah Ban Gayi,
Kyu Teri Tasveer Mere Dil Me Har Jagah Ban Gayi,
Kyu Kiya Maine Pyaar Tujhse Kyu Bataye Mene Jazbaat Tujhko,
Kyu Meri Mohabbat Mujh Par Ek Sazaa Ban Gayi.
Kyu Teri Tasveer Mere Dil Me Har Jagah Ban Gayi,
Kyu Kiya Maine Pyaar Tujhse Kyu Bataye Mene Jazbaat Tujhko,
Kyu Meri Mohabbat Mujh Par Ek Sazaa Ban Gayi.
Sab So Gaye Khushi Khushi Apna-Haal'e'DilByan
karke
Afsos ki... Mera Koi nhi Jo Mujhse Kahe Tum
Jaag Kyu Rahe Ho
karke
Afsos ki... Mera Koi nhi Jo Mujhse Kahe Tum
Jaag Kyu Rahe Ho
Duniya betaab hai khubsurat chehro ke liye,
hum aaj bhi khubsurat dil ki talash karte
hai..
hum aaj bhi khubsurat dil ki talash karte
hai..
Tum se gilla kiYa na zAmanE se kUch kaha..
ae TANHAI
BArbaad hO gayE bari sadAgi se hum......
ae TANHAI
BArbaad hO gayE bari sadAgi se hum......
Jis din unka didar ho jata hai
Us rat sona duswar ho jata hai
Marta hai koi hum par bhi
Ye soch kar apne Aapse pyar ho jata hai
Us rat sona duswar ho jata hai
Marta hai koi hum par bhi
Ye soch kar apne Aapse pyar ho jata hai
Ye udaasiyon ka mousam meri jaan na ley-ley
Mera Dam nikal na jaye usey yaad kartey-kartey
Mera Dam nikal na jaye usey yaad kartey-kartey
DIL-O-Jaan Se Ziada Karege
HiFaZaT uSkI , , ,,
" bas Ek Baar Wo Keh De K, mEIN
AMaNaT Hoon Teri,,"
HiFaZaT uSkI , , ,,
" bas Ek Baar Wo Keh De K, mEIN
AMaNaT Hoon Teri,,"
Chup chup k etna ro lenge hum . . . Ab dil ka dard kisise na bolenge hum . . . Neend to aati nahi rato ko . . . . Jab aayegi maut to jee bhar k so lenge hum .
hum aj bhi yad karte hain unhe pahle ki tarah ..............................koun kahta hai fasle mohabbat ki yad ko mita dete hain
suna hai tumhare nizam me ishq ki saza mout hai ............................................to lo mujhe mar dalo mujhe tum se mohabbat hai ....
Ishq kahte hai duniya wale use
jisne meri duniya ujar di
jisne meri duniya ujar di
use agar na sochun to bach sakta hun ..............hakeem ne hath jodh kar ye akhri dawa batayi hai ...............!!
itni bheedh to na thi shaher ke bazaron me ........o khone wale tu ne kuch der to dhudha hota ......
kisi ne sach hi kaha tha tanha rahna seekh le .......mohabbat kitni bhi sachi ho sath chod hi jati hai
ye sare wahem tere apne hain ke tujhe bhul jayenge hum ...........aj tafseel nahi bas itna suno bahut shiddat se yad arhe ho tum
Roz dhalta huwa suraj khta he mujh se
Aaj us ko bewafa huwe 1 din or beet gaya
Aaj us ko bewafa huwe 1 din or beet gaya
zindgi hai nadan isliye chup hun
dard hi dard hai subeh sham isliye chup hun......
keh du dastan apni is zamane se us me aye ga tera nam isliye chup hun
dard hi dard hai subeh sham isliye chup hun......
keh du dastan apni is zamane se us me aye ga tera nam isliye chup hun
jise chaha kash wo hmara hota.
khwaish ka koi to kinara hota.
ye soch kar maine usko roka nahi k Door hi q jata agr vo hamara hota.......
khwaish ka koi to kinara hota.
ye soch kar maine usko roka nahi k Door hi q jata agr vo hamara hota.......
Taras gaye tere deedar ko,
Phir bhi dil tujhe hi yaad karta hai,
Humse khusnaseeb to tere ghar ka aaina hai,
Jo har roz tere husn ka deedar karta hai
Phir bhi dil tujhe hi yaad karta hai,
Humse khusnaseeb to tere ghar ka aaina hai,
Jo har roz tere husn ka deedar karta hai
Tere Hote Huye Bhi Tanhaai Mili
Hai,,,,,,,,,,,
Wafa Kar Ke Bhi Bewafaai Mili
Hai,,,,,,,,,,,,
Jitni Dua Ki Tumhe Paane Ki
Babu,,,,,,,,,,,
Usse Se Bhi Jyada Teri Judaai Mili
Hai,
Hai,,,,,,,,,,,
Wafa Kar Ke Bhi Bewafaai Mili
Hai,,,,,,,,,,,,
Jitni Dua Ki Tumhe Paane Ki
Babu,,,,,,,,,,,
Usse Se Bhi Jyada Teri Judaai Mili
Hai,
Aankhon Ki Chamak, In Palko Ki Shaan Ho Tum,
Chehre Ki Hansi, Mere Labo Ki Muskaan Ho Tum,
Dhadakta Hai Yeh Dil Sirf Tumhari Aarzoo Mein,
Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum.
Chehre Ki Hansi, Mere Labo Ki Muskaan Ho Tum,
Dhadakta Hai Yeh Dil Sirf Tumhari Aarzoo Mein,
Phir Kaise Na Kahu, Ke Meri Jaan Ho Tum.
Bahut Taklif Deti Hai Na Meri Bate Tumhe.....
Dekhlena Ek Din Meri Khamoshi Tumhe Rula Degi.
Dekhlena Ek Din Meri Khamoshi Tumhe Rula Degi.
Na jane itni muhabbat kaha se aa gayi hai tere liye,
Mera dil bhi teri khatir mujhse he rooth jata hai
Mera dil bhi teri khatir mujhse he rooth jata hai
Mere honton se tere honton ko geela kar du
Tere honto ko mein aur bhi raseela kar du
Tu es kadar pyar kare ke pyar ki inteha ho jaye,
Tere honto ko chus kar tuje or n joshila kar du
Tere honto ko mein aur bhi raseela kar du
Tu es kadar pyar kare ke pyar ki inteha ho jaye,
Tere honto ko chus kar tuje or n joshila kar du
Apne haseen hotho ko kisi parde me chipa liya karo,
Hum jara gustakh log h, najro se chum liya karte hai
Hum jara gustakh log h, najro se chum liya karte hai
Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho
Shayd fir es janam me mulaaqaat ho na ho
Shayd fir es janam me mulaaqaat ho na ho
Uski bewafayi par b fida hoti h jaan meri..
.
.
Khuda jane agr wafa ki hoti to kya hota
.
.
Khuda jane agr wafa ki hoti to kya hota
Charo aur padayi ka saya hain,
Saare paper mein zero aaya h,
Hum to yuhi chal dete h bina muh
dhoye exam dene,
Aur log kehte hain, Sala raat bhar
padh ke aaya hai
Saare paper mein zero aaya h,
Hum to yuhi chal dete h bina muh
dhoye exam dene,
Aur log kehte hain, Sala raat bhar
padh ke aaya hai
Mohabbat mein jab mujhe Dhoka mila,
To zindagi me charo aur udasi cha gayi,
Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko
Par kambhakt colony mein dusri aa gayi
To zindagi me charo aur udasi cha gayi,
Socha tha ki AAG laga dunga es duniya ko
Par kambhakt colony mein dusri aa gayi
Chali jati hain wo beauty parlour mein yun,
Unka maksad hain misaal-e-hoor ho jana..
Ab kon samjhaye en ladkiyo ko
Mumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana
Unka maksad hain misaal-e-hoor ho jana..
Ab kon samjhaye en ladkiyo ko
Mumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana
Fikr toh teri aaj bhi karte hain,
Bas jikr karne ka hak nahi raha
Bas jikr karne ka hak nahi raha
Naa chahat, naa mohabbat, naa ishq aur naa wafa
Kuch bhi nahi tha us shaks ke pas siwaye husan k
Kuch bhi nahi tha us shaks ke pas siwaye husan k
Us daur se guzri h daastane mohobbat humari
Lamhon ne khata ki thi, sadiyon ne saza paayi
Lamhon ne khata ki thi, sadiyon ne saza paayi
Itni lambi umar ki dua mat maang mere liye,
Aisa na ho ke tu b chod de or maut b na aaye
Aisa na ho ke tu b chod de or maut b na aaye
Lagta h maa-baap ne bachpan me khilone nahi dilaye
Tabhi toh badi hokar pagli humare dil se hi khel gayi
Tabhi toh badi hokar pagli humare dil se hi khel gayi
Apna toh chaahaton mein bas yahi usool hain,
Jab tu kubool hai to tera sab kuch kubool hain
Jab tu kubool hai to tera sab kuch kubool hain
Sab bhul jata hu aap ke siva, yeh kya muje hua hai ?
Kya esi ehsaas ko duniya ne pyar ka naam diya ha
Kya esi ehsaas ko duniya ne pyar ka naam diya ha
Zubaan khamosh ankhon me nami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
"*"Wo laharai hue julf ki janjeer to dekho"*"
"*"Girftar kyu na ho dil wo tahrir to dekho"*"
"-"Or deewana mujhe fir shokh se kah lena logo"-"
"'"Pahle mere mahbob ki tasveer to dekho"
"*"Girftar kyu na ho dil wo tahrir to dekho"*"
"-"Or deewana mujhe fir shokh se kah lena logo"-"
"'"Pahle mere mahbob ki tasveer to dekho"
Tum pe Guzregi to tm bhi jaan jaaoge,
koi Apna yaad na kre to kitna drd hota h . . . .
koi Apna yaad na kre to kitna drd hota h . . . .
Tu mohabbat h meri. . . . .isliye door h mjse.... ... . . . . . . . . Agar zid hoti toh shaam tk bahon me hoti . . . . . . .
Na jaane kyu milte hi mujhe lipat key roney lagi wo,,
jaate waqt jinhone kaha tha,
"laakhon milte h Roz tumhare jaise,,!
jaate waqt jinhone kaha tha,
"laakhon milte h Roz tumhare jaise,,!
Nahi hai hosla mujhme tumhe khone ka. par sun lo.......
.
.
.
.
.
.
Ye duniya mujhko kho degi
Agar tum kho gaye mujhse
.
.
.
.
.
.
Ye duniya mujhko kho degi
Agar tum kho gaye mujhse
Ye Bhool h tmhari k aagaz-a-guftagu hum krenge......
. .
. .
A SanaM. .
. .
. .
Hum Khud Se Ruth jaye to Sadiyon tak baate nhi krte
. .
. .
A SanaM. .
. .
. .
Hum Khud Se Ruth jaye to Sadiyon tak baate nhi krte
Hum to Sade se log he .
Hum se kya ronak ho gi teri mahfil me.
Hum to Un ke bhi na ho ske.
Jis se sab se zayda mohabbat thi.
Hum se kya ronak ho gi teri mahfil me.
Hum to Un ke bhi na ho ske.
Jis se sab se zayda mohabbat thi.
Haseenon ke haseen tum se meri itni guzarish hai..
Jo tum par jaan deta ho use barbad mat karna
Jo tum par jaan deta ho use barbad mat karna
zindgi Bhar Bikhare Huye Patton Ki Tarah The Hum.
Ay Dost…………………………….
Aaj Kisi Ne Sameta Bhi To Sirf Jalane Ke Liye
Ay Dost…………………………….
Aaj Kisi Ne Sameta Bhi To Sirf Jalane Ke Liye
Sawal Kuch Bhi Ho,
Jawab Tum Hi Ho
Rasta Koi Bhi Ho,
Manzil Tum Hi Ho
Dukh Kitna Hi Ho,
Khushi Tum Hi Ho
Arman Kitne Bhi Ho,
Aarzoo Tum Hi Ho
Gussa Kitna Bhi Ho,
Pyar Tum Hi Ho
Khawab Koi Bhi Ho,
Us Mein Tum Hi Ho,
kyunki TUM HI HO…!!!
Ab tum hi ho
meri ashiqi ab tum hi ho
Jawab Tum Hi Ho
Rasta Koi Bhi Ho,
Manzil Tum Hi Ho
Dukh Kitna Hi Ho,
Khushi Tum Hi Ho
Arman Kitne Bhi Ho,
Aarzoo Tum Hi Ho
Gussa Kitna Bhi Ho,
Pyar Tum Hi Ho
Khawab Koi Bhi Ho,
Us Mein Tum Hi Ho,
kyunki TUM HI HO…!!!
Ab tum hi ho
meri ashiqi ab tum hi ho
Koi Nahi Aayega Tere Siwa, Meri Zindagi Mein..!!
↓
Ek Maut Hi Hai, Jis Ka Hum Waada Nahi Kar Sakte
↓
Ek Maut Hi Hai, Jis Ka Hum Waada Nahi Kar Sakte
!!!! Kese gujarti he meri har ek shaam tere bagair.........$$$
Agar tu dekh le to mujhe kabhi akela na chore..
Agar tu dekh le to mujhe kabhi akela na chore..
Tu hi bata a dil tujhe samjhau kaise,Jise chahta hai tu use nazdik lau kaise,Yu to har tamanna har ehsas hai wo mera,Magar us ehsas ko ye ehsas dilau kaise
Mai uska houn ye raaz to wo jaan gayi hai
Wo kiski hai ye sawal mujhe sone nahi deta
Wo kiski hai ye sawal mujhe sone nahi deta
Bana k chod dete h apne wajood ka aadi,
kuch log is tarah bhi muhabbat ka sila dete hai
kuch log is tarah bhi muhabbat ka sila dete hai
Jo mile use pyar karo
its a
compromise
• •,*,•',•'`'
Jise pyar karo vo mil jaye
its
a success
• •,*,•',•'`'
Or jo na milne wala ye jante
hue bhi sirf use hi pyar kRe
it's
true LOVE
its a
compromise
• •,*,•',•'`'
Jise pyar karo vo mil jaye
its
a success
• •,*,•',•'`'
Or jo na milne wala ye jante
hue bhi sirf use hi pyar kRe
it's
true LOVE
Ehsaas-E-Muhabbat Ki Mithaas Se Mujhe.....
Agaah Na Kar......
Ye Wo Zeher Hai Jo Me Pehle Bhi Pi Chuka Hun..
Agaah Na Kar......
Ye Wo Zeher Hai Jo Me Pehle Bhi Pi Chuka Hun..
bahut hi pyaar se chooma usne mere labon ko marte waqt
kehne lagi manzil aakhri hai kahi pyaas na lag jaye
kehne lagi manzil aakhri hai kahi pyaas na lag jaye
Sukoon girvi hai uske paas..
Mohabbat karz me li thi usse
Mohabbat karz me li thi usse
Thokar khakr sambhalnaa hi zindgi h
Gum pi kr muskrana hi zindgi h
Koi dost agar naraz h to. Use manana hi zindgi h
Gum pi kr muskrana hi zindgi h
Koi dost agar naraz h to. Use manana hi zindgi h
Pyaar to ham unhi se karte hai,,,
Lekin ab ye jatana chhod diya,,,
Ham unse kabhi ruthe hi nahi,,
Aur usne bhi hame manaana chhod diya,,,
Jina bhi muskil tha jiske bagair,,
Ab to usne khwabon me bhi aana chhod
diya,,,
Rona to hame kabhi aata hi nahi tha,,,
Lekin hamne bhi ab muskurana chhod
diya,,,
Sabhi kahte ki ab tum Kuch bolte Kyon
nahi,,,
Ab unse kya kahe ke hamne apne dil ka
haal kisi ko sunaana chhod diya
Lekin ab ye jatana chhod diya,,,
Ham unse kabhi ruthe hi nahi,,
Aur usne bhi hame manaana chhod diya,,,
Jina bhi muskil tha jiske bagair,,
Ab to usne khwabon me bhi aana chhod
diya,,,
Rona to hame kabhi aata hi nahi tha,,,
Lekin hamne bhi ab muskurana chhod
diya,,,
Sabhi kahte ki ab tum Kuch bolte Kyon
nahi,,,
Ab unse kya kahe ke hamne apne dil ka
haal kisi ko sunaana chhod diya
Mere sath chalna he to dard sehne ki Aadi ban jao
Mera mashgala he kanto se khelna Or tum abhi fool jaisi ho
Mera mashgala he kanto se khelna Or tum abhi fool jaisi ho
Bewafa Kehne Se Pehle, Mujhe Rag-Rag Se Nichor Lena..!!
Agar Qatre-Qatre Mein Mohabbat Na Mile Toh, Mujhe Chhor Dena.
Agar Qatre-Qatre Mein Mohabbat Na Mile Toh, Mujhe Chhor Dena.
Door Rehne Waale Yeh Kyon Nahi Samjhte..??
Sirf, Yaadon Se Mohabbat Ka Guzara Nahi Hota.
Sirf, Yaadon Se Mohabbat Ka Guzara Nahi Hota.
Neend Se Kare Toh Kya Shikwa Kare..??
Kasoor Toh Uss Chehre Ka Hai, Jo Sone Nahi Deta
Kasoor Toh Uss Chehre Ka Hai, Jo Sone Nahi Deta
Chup-Chap Ja Rahe The, Safar-e-Hayat Mein..!!
Tum Par Nazar Padi Toh, Gumraah Ho Gaye.
Tum Par Nazar Padi Toh, Gumraah Ho Gaye.
Naam Honton Pe Tera Aaye Toh Rahat Si Mile..!!
Tum Tasalli Ho......!!
Dilaasa Ho.......!!
Dua Ho........!!
Kya Ho.....
Tum Tasalli Ho......!!
Dilaasa Ho.......!!
Dua Ho........!!
Kya Ho.....
Kaanch Sa Jism Kahin Toot Na Jaaye..!!
Husn Waale Teri Angrrayi Se Darr Lagta Hai..!
Husn Waale Teri Angrrayi Se Darr Lagta Hai..!
Hum Neend Ke Zyada Shauqeen Toh Nahi,
MAGAR..
Tumhara Khwaab Na Dekhe Toh, Guzara Nahi Hota.
MAGAR..
Tumhara Khwaab Na Dekhe Toh, Guzara Nahi Hota.
Aik Tum Bhi Na, Itni Jaldi So Jaatey Ho..!!
Lagta Hai Ishq Ko Tumhara Pataa, Dena Padega
Lagta Hai Ishq Ko Tumhara Pataa, Dena Padega
Aankh Khul'tey Hi, Saamney Aa Jaatey Ho..!!
Aye Khayal-e-Yaar, Kya Tumhey Koi Aur Kaam Nahi
Aye Khayal-e-Yaar, Kya Tumhey Koi Aur Kaam Nahi
Kaash !! Ke Tum Mere Hote,
Kaash !! Yeh Alfaaz Tere Hote,
Kaash !! Yeh Alfaaz Tere Hote,
Kitni achhi lagti hai
Kisee se mahobbat ki
Ibtida.....
:
:
:
:
:dard to tab hota hai
Jab koi apna banakar
Chhor jata
Hai
Kisee se mahobbat ki
Ibtida.....
:
:
:
:
:dard to tab hota hai
Jab koi apna banakar
Chhor jata
Hai
Us Ka Milna Hi Mukaddar Me Nahi Tha Warna
Hum Ne Kya Kuch Nahi Khoya Usy Pany K
Liye..
Hum Ne Kya Kuch Nahi Khoya Usy Pany K
Liye..
Har sham se tera
Izhaar kia karate he
Har khuwab me tera didar
Kia karte he
Diwane hi to he hum
Tere
Jo har waqt tere milne
Ka inrzaar kia karte he
Izhaar kia karate he
Har khuwab me tera didar
Kia karte he
Diwane hi to he hum
Tere
Jo har waqt tere milne
Ka inrzaar kia karte he
Dil Ki Zid H0 Tum Warna
In Aankhon Ne Bohat Haseen L0g Dekhe Hain
In Aankhon Ne Bohat Haseen L0g Dekhe Hain
Kisi aur ki bahon mein rehkar
woh Humse wafa ki baat karte hai
Yeh kaisi chahat hai yaro
woh bewafa hai yeh jaankar bhi
Hum ussi se bepanah pyar karte hai.
woh Humse wafa ki baat karte hai
Yeh kaisi chahat hai yaro
woh bewafa hai yeh jaankar bhi
Hum ussi se bepanah pyar karte hai.
Why did you break my heart,,,
Why did you fall in love,,,
Why did you go, away away away,,,
Dil mera churaya kyu,, jab ye dil tod na hi tha,,,,
Humse dil lagaya kyu,, humse muh mor na hi thaaa..
Why did you fall in love,,,
Why did you go, away away away,,,
Dil mera churaya kyu,, jab ye dil tod na hi tha,,,,
Humse dil lagaya kyu,, humse muh mor na hi thaaa..
Bhool Bethey Ho Hamen Ya Nazar Andaz kar Rahe Ho,??
*Bewafa*
Tum khush Ho Hamen Bhool kar To phir Sada khush Raho.
*Bewafa*
Tum khush Ho Hamen Bhool kar To phir Sada khush Raho.
Gam Jab Tera Hadse Guzar Jata
Hai
To Kagaz Par Syaahi Bankar
Bikhar
Jata Hai
Kehte Hain Log Pyar Aisa Hi Hota
Hai
Jitna Milta Nahi Us Se Jayada
Khoo
Jata Hai
Hai
To Kagaz Par Syaahi Bankar
Bikhar
Jata Hai
Kehte Hain Log Pyar Aisa Hi Hota
Hai
Jitna Milta Nahi Us Se Jayada
Khoo
Jata Hai
Aaj khuda ne fir puchha ki
Tera hasta hua chehra Udas q h
Teri ankho me Ye pyas q h
Tod deti h jo tera bhrosa har bar
Wo hi tere liye itni khas q h
Tera hasta hua chehra Udas q h
Teri ankho me Ye pyas q h
Tod deti h jo tera bhrosa har bar
Wo hi tere liye itni khas q h
mere bare me jyada mat sochna..
me dil me aata hu samajh me nhi.
me dil me aata hu samajh me nhi.
Meri dard ki dastan ab purani se lagte hai.kuch rishte toot gye .zindagi kahani se lagti hai.gam" takhleef" dukh aur anshu bas ye mere dost hai.sadme mei meri rooh ye inki nishani se lagti hai
dil se likhi baat dil ko chu jati hai;
ye aksar unkahi baat khe jaati hai;
khuch log dosti ke mayne badal dete hai;
or khuch logo ki dosti se duniya badal jati hai
ye aksar unkahi baat khe jaati hai;
khuch log dosti ke mayne badal dete hai;
or khuch logo ki dosti se duniya badal jati hai
Kisi Nay Bhool Kay Hum Say Pouch Lia,,,
Aj Kal Kaisy Ho,,,
,
Hum Nay Kaha,,,
Zindagi Me Gham Hain,,,
Gham Me Dard Ha,,,
Dard Me Maza Ha,,,
Or Hum Mazay Me Hain,,,
Aj Kal Kaisy Ho,,,
,
Hum Nay Kaha,,,
Zindagi Me Gham Hain,,,
Gham Me Dard Ha,,,
Dard Me Maza Ha,,,
Or Hum Mazay Me Hain,,,
Yeh tErl juDal kl YaadgAr h wRna. . . .
!
!
!
!
!
Ek ZakHm bhArnE Me dEr kltnl Lgtl halN
!
!
!
!
!
Ek ZakHm bhArnE Me dEr kltnl Lgtl halN
Jee bhar ke roye to kraar paya,
Iss daur mein kisne sachha pyaar paya,
Zindagi guzar rahi hai Imtihanon ke daur se,
ek zakhm bhara,to dusra taiyaar paya
Iss daur mein kisne sachha pyaar paya,
Zindagi guzar rahi hai Imtihanon ke daur se,
ek zakhm bhara,to dusra taiyaar paya
Kisi Ki Anmol Chahat Ko
Mazak Me Na Lena,
Kisi Se Dil Laga K Tod Na Dena,
Jis Ko Tumhare Bina
Jine Ki Aadat Na Ho,
Usko Akele Jeene K Liye
Chhod Na Dena..
Mazak Me Na Lena,
Kisi Se Dil Laga K Tod Na Dena,
Jis Ko Tumhare Bina
Jine Ki Aadat Na Ho,
Usko Akele Jeene K Liye
Chhod Na Dena..
Kisi ko toot kar chahne se koi mohabbat nahi hoti...
Use pane ki khwahish rakhne se mohabbat nahi hoti...
Mohabbat toh us duniya ki wo azeem cheez hain...
Jo kisi se ek baar ho jaaye toh phir kisi se nahi hoti..
Use pane ki khwahish rakhne se mohabbat nahi hoti...
Mohabbat toh us duniya ki wo azeem cheez hain...
Jo kisi se ek baar ho jaaye toh phir kisi se nahi hoti..
Jitni Shiddat Se Mujhe Zakhm Diye H Usne. . .
!
!
!
!
!
!
Itni Shiddat Se Toh Maine Usey Chaha Bi Na Tha
!
!
!
!
!
!
Itni Shiddat Se Toh Maine Usey Chaha Bi Na Tha
uss....ko jhoot bolna humne hi sikha diya.....
uss...ki har baat ko such maan maan kar.
uss...ki har baat ko such maan maan kar.
na karon yaad to ulajh jata hoon apni he sanson se!!!
e rozy
samajh main nahin ata k zindagi sanson se hai,yaa teri yaadon se
e rozy
samajh main nahin ata k zindagi sanson se hai,yaa teri yaadon se
It is not important that how
much you love
a person..!!
But , the important is that how
long you love
that person with same
feelings
much you love
a person..!!
But , the important is that how
long you love
that person with same
feelings
Tu kyu fikar mand hai..
Mera dil tod kar....
Le mai hi ja raha hu.....
Tera sehar chod kar..
Mera dil tod kar....
Le mai hi ja raha hu.....
Tera sehar chod kar..
Tu Hi Bata kahan Se Dhoond kar
Laon Ab Apne Aap ko ...!!!!
Tujay Panay ke Liya Main Ne
Khud ko kho Diya Ha
Laon Ab Apne Aap ko ...!!!!
Tujay Panay ke Liya Main Ne
Khud ko kho Diya Ha
Jholi faila kar
manga tha usko khuda se, Par
khuda ne meri fariyad ko
suna hi nahi,
maine jab iski vajah puchhi to
khudaa ne kaha,
Kyun Chaha Use
jo tere liye bana hi nahi
manga tha usko khuda se, Par
khuda ne meri fariyad ko
suna hi nahi,
maine jab iski vajah puchhi to
khudaa ne kaha,
Kyun Chaha Use
jo tere liye bana hi nahi
Reh Na Paoge Bhula Kar Dekh Lo
Yakeen Na Aaye To Aajma Kar Dekh Lo
Har Jagah Mehsoos Hogi Meri Kami
Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Kar Dekh Lo
Yakeen Na Aaye To Aajma Kar Dekh Lo
Har Jagah Mehsoos Hogi Meri Kami
Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Kar Dekh Lo
Kis Kadar Anjaan Hai Yeh Silsila -e- ishq Bhi :
.
Mohabbat To Kayam Rehti Hai :
Magar " insaan " Toot Jate Hain !
. . .
.
Mohabbat To Kayam Rehti Hai :
Magar " insaan " Toot Jate Hain !
. . .
Ehsaan Kiya Usne Mujhe
Pyaar Sikha kar
.
Kya Hoti Hai Chahat Ye
Mujh Ko Batakar..
.
Judayi Hota Hai Pyaar Ka
Asli Matlab
.
Chhod Diya Mera Saath Bas
Itna Batakar..
Pyaar Sikha kar
.
Kya Hoti Hai Chahat Ye
Mujh Ko Batakar..
.
Judayi Hota Hai Pyaar Ka
Asli Matlab
.
Chhod Diya Mera Saath Bas
Itna Batakar..
Ek tooti PREM kahani,
Fark sirf itna sa hai, Uski barat gayi,,,
Iski mayat uthi...
Phool us par bhi the,Phool is par bhi the...
Mehfil waha bhi thi,Log yaha bhi the...
Wo doli pe thi,Yeh janaze pe tha...
Unka hasna waha,Inka rona yaha...
Saheliya uski bhi thi,Dost iske bhi the...
Qazi udhar bhi the,Molvi Idar bhi the...
Wo saj k gayi,Ise sajaya gaya...
Wo uth k gayi,Ise uthaya gaya...
Fark sirf itna sa hai,,,
.
.USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.....
Miss...
U.

Mat karo mere alfazo ko tum iss kadar pasand.
Kahi tumhe is shayar se pyaar na ho jaye
Kahi tumhe is shayar se pyaar na ho jaye
Azeeb hunar hai mere haatho me Shayari likhne ka.....
. .
. .
. .
Mai apni barbaadi bhi likhta hu to log waah waah karte hai.
. .
. .
. .
Mai apni barbaadi bhi likhta hu to log waah waah karte hai.
Aaj Wo Bhi Ro Padi Mujhe Kafan Me
Dekh Ke,
.
.
.
Jo Kehti Thi... Ke Intazaar Hai Mujhe
Teri Mayyat Pe Muskuraane Ka...!!
Dekh Ke,
.
.
.
Jo Kehti Thi... Ke Intazaar Hai Mujhe
Teri Mayyat Pe Muskuraane Ka...!!
Maana Ke Teri Nazar Mein Kuch Nhi
Hoon Main...
. .
. .
Meri Qadar Un Se Pooch Jin Ko Palat
Kar Nahi
Dekha Sirf Tere Liye.....
Hoon Main...
. .
. .
Meri Qadar Un Se Pooch Jin Ko Palat
Kar Nahi
Dekha Sirf Tere Liye.....
Wo khafa hai humse to khafa hi rehne do,,,
Humko unka Gunahgaar hi rehne do...
Wo samajhti hain ke humne chhod diya unko,,,
Baat to jhooth hai magar sach hi rahne do...
Muddaton mangi hai KHUDA se khushiyan unki,,,
Jo aata hai ilzam hum pe to ilzam hi rehne do...
Unki shart hai k main BEWAFA banu,,,
Agar khushi mile unko to mujhe BEWAFA hi rehne do...
Aayega waqt to dikhayenge unko apna ZAKHAM,,,
Abhi khamosh hoon humko bas KHAMOSH hi rahne do...

Meri aankhon ka neend se koi taluq Nahi raha,Mera koun hai ? Isi soch ma rat guzr jati hai.
"'Tod Gaya Wo Hum Se Her Taluq
Faqt Itna Keh Kar'
"
'K Tum jase Ujdey Huay Logon Me
Hum Basa Nahi Krte
Faqt Itna Keh Kar'
"
'K Tum jase Ujdey Huay Logon Me
Hum Basa Nahi Krte
Love doesn’t ask who r u ?
Love only says u r mine,
Love doesn’t ask where r u from ?
Love only says u live in my Heart,
Love doesn’t ask what to do ?
Love only says u make my Heart beat, Love
doesn’t ask why r u far away ?
Love only says u r always with me,
Love doesn’t ask do you love me ?
Love only says I LOVE YOU....

Usne mujh s pucha..
ki sb s jyada kya pasand hai tmhe..
-
-
Me bahut der tak usey dekhta rha,
bas yeh soch kar..
ki khud jawab ho kar us ne sawal kyo kia..!!
ki sb s jyada kya pasand hai tmhe..
-
-
Me bahut der tak usey dekhta rha,
bas yeh soch kar..
ki khud jawab ho kar us ne sawal kyo kia..!!
Sukun e dilke waste waada to kijiye
Hum jante hai aapse aaya na
Jayenga
Hum jante hai aapse aaya na
Jayenga
Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Bas tumse milne ki dua karte hai hum,
Jeete hain iss aas par k 1 din tum aaoge,
Marte isliye nahi kyuki tum akele reh jaaoge..!
Bas tumse milne ki dua karte hai hum,
Jeete hain iss aas par k 1 din tum aaoge,
Marte isliye nahi kyuki tum akele reh jaaoge..!

No comments:
Post a Comment